Pimple solution - All tech hindi jankari

Breaking

alltechhindijankari07.blogspot.com

Author

BANNER 728X90

Tuesday, August 7, 2018

Pimple solution

Ayurved me Kil muhase ( pimples) ka hona kishKis avastha me hormones aasantulan karan mana jata h pimples k daag hote h, vatavaran dosh ya sharir m kharab blood k Karan bhi mahase hote h.. Pimples ko kaise roke..

 Tale huye masaledar aahar ko kam matra me khaye. Raat ko puri nind le. Paani zada piye. Chehre ko bar bar dhote rahe or saaf rakhe. Chehre ki tuacha k chidr ko khula or saaf rakhe. Uske liye har Roz rat or subah ko bhap se chehre ko saaf rakhe. Cosmetic ka use hi na kare.

Soap se shehra na dhoye,sirf besan, chawal ka aatta or haldi ka use kare. Pet me kabz se bache,raat ko trifala ya hard churan ka use kare. Kil muhase k liye gharelu nuskhe.

Dalchini-3 bade spoon shahed or 1 spoon dalchini mila Kar lep tayar Kar le. Sone se sehle is lep ko muhase par laga le or subah gunguna paani se dho le,aise 3 hafte Tak karne se muhase saaf ho jayenge..

 Narangi- kil muhase ka ilaj karna h or dhabbe bhi mitana h to narangi k chilke ko use kare or ise piss Kar lagate rahe..

Kappur- Kappur ko nariyal oil k sath mila Kar muhase par din me 2 bar lagaye or 10 minute bad dho le,ye kil muhase ka ramban ilaj h isse 2 din me hi Kil muhase thik ho sakte h..

Pudina-Yadi chehra daag,muhase se bigad gya ho to daily pudina ka paiste ka lep kare 1 hafta tak chehra thik ho jayega..

Besan- Besan ko chaj me lep bana kar chehre para lagaye. Chandan- Chandan ki lakdi ko gulab jal me ghis kar lep tayar Kar le kil muhase par lagaye 15_20 minute bad dho le..

Jayefal- Jayefal ko doodh k sath pis le or isko kil muhase par lagaye isse bilkul jadui asar dikhta h isse kil muhase bina koi nishan chohde gayab ho jaate h. Karela- Karela ka ras subah khali pet piye or iski sabzi khaye or ise piss kar chehre par lagaye kuch hi din me kil muhase thik ho jayenge..

No comments:

Post a Comment